Akelepan Zindagi Dard Bhari Shayari



Category: Life Shayari

Here you can discover 500+ Akelepan Shayari of Dard Bhari Zindagi in Hindi and English. Which contains heart touching lines. Along with the text, you can see the shayari images, which you can download and put on the status. Which are perfect for expressing your lonely painful feelings.



Kisi Haalat Mein Bhi Tanhā Nahin Hone Deti
Hai Yahi Ek Kharabi Meri Tanhai Ki


किसी हालात में भी तनहा नहीं होने देती
है यही एक खराबी मेरी तनहाई की


Sach Kaha Tha Kisi Ne Tanhai Mein Jeena Seekh Lo
Mohabbat Jitni Bhi Sacchi Ho Saath Chhod Hi Jaati Hai


सच कहा था किसी ने तनहाई में जीना सीख लो
मोहब्बत जितनी भी सच्ची हो साथ छोड़ ही जाती है


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Fursat Mile To Unka Haal Bhi Poochh Liya Karo Mohtarma,
Jinke Seene Mein Dil Ki Jagah Tum Dhadakte Ho.!!!


फुर्सत मिले तो उनका हाल भी पूछ लिया करो मोहतर्मा,
जिनके सीने में दिल की जगह तुम धड़कते हो।!!!


Hazaron Mehfilein Hain Aur Lakhon Mele Hain,
Par Jahan Tum Nahi Wahan Hum Akele Hain..!!


हजारों महफिलें हैं और लाखों मेले हैं,
पर जहाँ तुम नहीं वहाँ हम अकेले हैं..!!


Unka Wada Bhi Ajeeb Tha, Bole Zindagi Bhar Saath Nibhayenge
Par Pagal Hum The Ye Poochna Bhool Hi Gaye Ke Mohabbat Ke Saath Ya Yaadon Ke Saath


उनका वादा भी अजीब था, बोले जिंदगी भर साथ निभाएंगे
पर पागल हम थे ये पूछना भूल ही गए कि मोहब्बत के साथ या यादों के साथ


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Bahut Kuchh Chhoda Hai Tere Bharose Ae Waqt,
Bas Tu Dagabaaz Na Nikalna..!!!


बहुत कुछ छोड़ा है तेरे भरोसे ऐ वक्त,
बस तू दगाबाज ना निकलना..!!!


Tanhaiyaan Tumhara Pata Poochhti Rahi
Shab Bhar Tumhari Yaad Ne Sone Nahin Diya


तन्हाइयाँ तुम्हारा पता पूछती रही
रात भर तुम्हारी याद ने सोने नहीं दिया


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Jaanta Pehle Se Tha Main Lekin Ehsaas Ab Ho Raha Hai
Akela To Bahut Samay Se Hoon Main Par Mehsoos Ab Ho Raha Hai


जानता पहले से था मैं लेकिन एहसास अब हो रहा है
अकेला तो बहुत समय से हूँ मैं पर महसूस अब हो रहा है


Insaan Sirf Ek Kaaran Se Akela Pad Jaata Hai,
Jab Uske Apne Hi Use Galat Samajhne Lagte Hain..!!


इंसान सिर्फ एक कारण से अकेला पड़ जाता है,
जब उसके अपने ही उसे गलत समझने लगते हैं..!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Khwab Ki Tarah Bikhar Jaane Ko Ji Chahta Hai
Aisi Tanhai Ke Mar Jaane Ko Ji Chahta Hai


ख्वाब की तरह बिखर जाने को जी चाहता है
ऐसी तन्हाई के मर जाने को जी चाहता है


Humne Waqt Se Bahut Wafa Ki Lekin
Waqt Humse Bewafai Kar Gaya
Kuch Hamare Naseeb Bure The
Kuch Logon Ka Humse Jee Bhar Gaya


हमने वक्त से बहुत वफ़ा की लेकिन
वक्त हमसे बेवफ़ाई कर गया
कुछ हमारे नसीब बुरे थे
कुछ लोगों का हमसे जी भर गया


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Dard Mere Dil Ka Kisne Dekha,
Mujhe Sirf Khuda Ne Tadapte Dekha Hai
Hum Akele Mein Baithkar Rote Hain,
Mehfil Mein Logon Ne Humein Haste Dekha


दर्द मेरे दिल का किसने देखा,
मुझे सिर्फ खुदा ने तड़पते देखा है
हम अकेले में बैठकर रोते हैं,
महफ़िल में लोगों ने हमें हँसते देखा


Abhi Zara Waqt Hai Usko Mujhe Aazmane Do,
Wo Ro-Roker Pukaregi Mujhe Bas Mera Waqt To Aane Do..!!


अभी जरा वक्त है उसको मुझे आजमाने दो,
वो रो-रोकर पुकारेगी मुझे बस मेरा वक्त तो आने दो..!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Ab Is Ghar Ki Aabadi Mehmaanon Par Hai
Koi Aa Jaaye To Waqt Guzar Jaata Hai


अब इस घर की आबादी मेहमानों पर है
कोई आ जाये तो वक्त गुजर जाता है


Ab To Un Ki Yaad Bhi Aati Nahin
Kitni Tanhā Ho Gayi In Tanhaiyon Mein


अब तो उनकी याद भी आती नहीं
कितनी तनहा हो गई इन तन्हाइयों में


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Barbaad Bastiyon Mein Tum Kise Dhoondte Ho,
Ujde Hue Logon Ke Thikane Nahi Hote.!!!


बर्बाद बस्तियों में तुम किसे ढूँढते हो,
उजड़े हुए लोगों के ठिकाने नहीं होते।!!!


Ajab Paheliyaan Hain Haathon Ki Lakeeron Mein,
Safar Hi Safar Likha Hai Humsafar Koi Nahi..!!


अजब पहेलियाँ हैं हाथों की लकीरों में,
सफर ही सफर लिखा है हमसफर कोई नहीं..!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Man Mera Bechain Sa Hai,
Na Jaane Kyon Yeh Khud Se Hi Khafa Sa Hai..!!!


मन मेरा बेचैन सा है,
ना जाने क्यों ये खुद से ही खफा सा है..!!!


Kisi Ko Muft Mein Mil Gaya Wo Shakhs,
Jo Har Keemat Par Mujhe Chahiye Tha..!!!


किसी को मुफ्त में मिल गया वो शख्स,
जो हर कीमत पर मुझे चाहिए था..!!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Tanhai Mein Karni To Hai Ik Baat Kisi Se
Lekin Wo Kisi Waqt Akela Nahin Hota


तन्हाई में करनी तो है इक बात किसी से
लेकिन वो किसी वक्त अकेला नहीं होता


Ab Naraaz Nahi Hona Hai Kisi Se,
Bas Nazar Andaaz Karke Jeena Hai..!!!


अब नाराज़ नहीं होना है किसी से,
बस नज़र अंदाज़ करके जीना है..!!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Ek Mehfil Mein Kahin Mehfilein Hoti Hain Sharik
Jis Ko Bhi Paas Se Dekhoge Akela Hoga


एक महफ़िल में कहीं महफ़िलें होती हैं शरीक
जिस को भी पास से देखोगे अकेला होगा


Jaane Kyun Akele Rehne Ko Majboor Ho Gaye
Yaadon Ke Saaye Bhi Humse Door Ho Gaye
Ho Gaye Tanha Is Mehfil Mein
Ki Hamare Apne Bhi Humse Door Ho Gaye


जाने क्यों अकेले रहने को मजबूर हो गए
यादों के साए भी हमसे दूर हो गए
हो गए तनहा इस महफ़िल में
कि हमारे अपने भी हमसे दूर हो गए


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Ik Safina Hai Teri Yaad Agar
Ik Samundar Hai Meri Tanhai


एक सफ़ीना है तेरी याद अगर
एक समुद्र है मेरी तन्हाई


Apno Ne Akela Itna Kar Diya,
Ki Ab Akelapan Hi Apna Lagta Hai.


अपनों ने अकेला इतना कर दिया,
कि अब अकेलापन ही अपना लगता है।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Akele Rehne Ki Aadat Humein Bhi Nahin Hai
Saath Hum Bhi Kisi Ka Chahte Hain
Mann Liye Batane Ko Ye Baat Koi Hai Nahin
Hamare Paas Par Hum Khud Ki Baat Khud Se Batate Hain


अकेले रहने की आदत हमें भी नहीं है
साथ हम भी किसी का चाहते हैं
मन लिए बताने को ये बात कोई है नहीं
हमारे पास पर हम खुद की बात खुद से बताते हैं


Tere Pehlu Mein Jo Waqt Humne Tha Guzara,
Lakh Koshishen Ki Par Bahut Mushkil Tha Use Bhulana.


तेरे पहलू में जो वक्त हमने था गुजारा,
लाख कोशिशें की पर बहुत मुश्किल था उसे भूलाना।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Chahe Jitna Bhi Kisi Ko Apna Bana Lo,
Wo Ek Din Aapko Gair Mehsoos Kara Hi Dete Hain!


चाहे जितना भी किसी को अपना बना लो,
वो एक दिन आपको गैर महसूस करा ही देते हैं!


Gareebi Khud Ke Siwa Auron Pe Asardaar Nahin Hoti,
Shayad Isliye Bhookhon Ki Koi Sarkar Nahin Hoti.


गरीबी खुद के सिवा औरों पे असरदार नहीं होती,
शायद इसलिए भूखों की कोई सरकार नहीं होती।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Na Aansoo Se Chhalakte Hain Na Kagaz Par Utarte Hain
Dard Kuch Hote Hain Aise Jo Bas Bheetar Hi Bheetar Paalte Hain


ना आँसू से छलकते हैं ना कागज़ पर उतरते हैं
दर्द कुछ होते हैं ऐसे जो बस भीतर ही भीतर पालते हैं


Tum Kya Jano Hum Apne Aap Mein Kitne Akele Hain
Poocho In Raato Se Jo Roz Kehti Hain Ke Khuda Ke Liye Aaj To So Jao


तुम क्या जानो हम अपने आप में कितने अकेले हैं
पूछो इन रातों से जो रोज़ कहती हैं के खुदा के लिए आज तो सो जाओ


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Tanha Raatein Kuchh Is Tarah Se Darane Lagi Mujhe,
Main Aaj Apne Pairon Ki Aahat Se Dar Gaya..!!


तन्हा रातें कुछ इस तरह से डराने लगी मुझे,
मैं आज अपने पैरों की आहट से डर गया..!!


Ajab Paheliyaan Hain Haathon Ki Lakeeron Mein,
Safar Hi Safar Likha Hai Humsafar Koi Nahin.


अजब पहेलियाँ हैं हाथों की लकीरों में,
सफर ही सफर लिखा है हमसफर कोई नहीं।


Suno, Ab Sirf Dard Hai, Dar Nahi Tumhe Khone Ka..!!!


सुनो, अब सिर्फ दर्द है, डर नहीं तुम्हें खोने का..!!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Wo Nahin Hai Na Sahi Tark-E-Tamanna Na Karo
Dil Akela Hai Ise Aur Akela Na Karo


वो नहीं है ना सही तरक-ए-तमन्ना ना करो
दिल अकेला है इसे और अकेला ना करो


Tum Kya Jano Hum Apne Aap Mein Kitne Akele Hain,
Poocho In Raato Se Jo Roz Kehti Hain Ke Khuda Ke Liye Aaj To So Jao.


तुम क्या जानो हम अपने आप में कितने अकेले हैं,
पूछो इन रातों से जो रोज़ कहती हैं के खुदा के लिए आज तो सो जाओ।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Sab Kuch Badal Jaata Hai Waqt Ke Saath
Pehle Zidd Karte The Ab Sabr Karte Hain


सब कुछ बदल जाता है वक्त के साथ
पहले ज़िद करते थे अब सब्र करते हैं


Shahr Mein Kis Se Sukhan Rakhiye Kidhar Ko Chaliye
Itni Tanhai To Ghar Mein Bhi Hai Ghar Ko Chaliye


शहर में किस से सुखन रखें, किधर को चलिये
इतनी तन्हाई तो घर में भी है घर को चलिये


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Tum Se Mile To Khud Se
Ziyada Tum Ko Akela Paaya Hum Ne


तुम से मिले तो खुद से
ज़्यादा तुम को अकेला पाया हमने


Bhavnayein Mar Chuki Hain,
Maine Khud Unhe Apne Haathon Se Dafan Kiya Hai..!!!


भावनाएँ मर चुकी हैं,
मैंने खुद उन्हें अपने हाथों से दफन किया है..!!!


Utna Haseen Phir Koi Lamha Nahin Mila Tere Jaane Ke Baad
Koi Bhi Tujh Sa Nahin Mila Socha Karoon Main Ek Din Khud Se Hi Guftagu
Lekin Kabhi Mein Khud Ko Tanha Nahin Mila


उतना हसीन फिर कोई लम्हा नहीं मिला तेरे जाने के बाद
कोई भी तुझ सा नहीं मिला सोचा करूँ मैं एक दिन खुद से ही गुफ्तगू
लेकिन कभी मैं खुद को तनहा नहीं मिला


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Har Cheez Ki Kimat Waqt Aane Par Hi Pata Chalti Hai
Muft Mein Milta Hua Oxygen Aspataal Mein Bahut Mehnga Bikta Hai


हर चीज़ की कीमत वक्त आने पर ही पता चलती है
मुफ़्त में मिलता हुआ ऑक्सीजन अस्पताल में बहुत महंगा बिकता है


Makan Hai Qabr Jise Log Khud Banate Hain
Main Apne Ghar Mein Hoon Ya Main Kisi Mazaar Mein Hoon


मकान है क़बर जिसे लोग खुद बनाते हैं
मैं अपने घर में हूँ या मैं किसी मज़ार में हूँ


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Akela Bhi Is Tarah Pad Gaya Hoon,
Ki Mera Hausla Bhi Saath Nahin De Raha Hai.


अकेला भी इस तरह पड़ गया हूँ,
कि मेरा हौसला भी साथ नहीं दे रहा है।


Akele Rehna To Seekh Liya Par Khush Na Kabhi Rah Payenge
Teri Doori To Sah Leta Dil Mera Par Tere Pyar Ke Bin Na Jee Payenge.


अकेले रहना तो सीख लिया पर खुश ना कभी रह पाएंगे
तेरी दूरी तो सह लेता दिल मेरा पर तेरे प्यार के बिन ना जी पाएंगे।


Tum Chun Sakte Ho Safar Naya,
Mera To Ishq Hai Mujhe Ijazat Nahi..!!!


तुम चुन सकते हो सफ़र नया,
मेरा तो इश्क है मुझे इजाज़त नहीं..!!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Tere Saath Jiye Lamhe Mujhe Satane Lage Hain
Tere Lautne Ke Intezar Mein Is Dil Ko Tadpane Lage Hain


तेरे साथ जीये लम्हे मुझे सताने लगे हैं
तेरे लौटने के इंतज़ार में इस दिल को तड़पाने लगे हैं


Main Jo Hoon Mujhe Rehne De Hawa Ke Jaise Bahne De,
Tanha Sa Musafir Hoon Mujhe Tanha Hi Tu Rehne De.


मैं जो हूँ मुझे रहने दे हवा के जैसे बहने दे,
तन्हा सा मुसाफ़िर हूँ मुझे तन्हा ही तू रहने दे।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Is Akelapan Se Ab Tang Aa Gaya Hoon,
Isliye Bahut Se Aaine Kharid Laya Hoon.


इस अकेलेपन से अब तंग आ गया हूँ,
इसलिए बहुत से आईने खरीद लाया हूँ।


Mujhko Mere Akelapan Se Ab Shikayat Nahin Hai
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Muhabbat Nahin Hai


मुझको मेरे अकेलेपन से अब शिकायत नहीं है
मैं पत्थर हूँ मुझे खुद से भी मोहब्बत नहीं है


Dard Jab Had Se Zyada Badh Jaaye,
To Wo Khamoshi Ka Roop Le Leta Hai.


दर्द जब हद से ज़्यादा बढ़ जाये,
तो वो खामोशी का रूप ले लेता है।


Bhavnayein Mar Chuki Hain,
Maine Khud Unhe Apne Haathon Se Dafan Kiya Hai..!!!


भावनाएँ मर चुकी हैं,
मैंने खुद उन्हें अपने हाथों से दफन किया है..!!!


Insaan Jab Use Pata Lag Jaata Hai Ki
Ab Saath Dene Wala Koi Nahin Hai.


इंसान जब उसे पता लग जाता है कि
अब साथ देने वाला कोई नहीं है।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Akele To Hum Pehle Bhi Ji Rahe The,
Kyun Tanha Se Ho Gaye Hain Tere Jaane Ke Baad.


अकेले तो हम पहले भी जी रहे थे,
क्यों तन्हा से हो गए हैं तेरे जाने के बाद।


Sahara Lena Hi Padta Hai Mujhko Dariya Ka
Main Ek Qatra Hoon Tanha To Bah Nahin Sakta


सहारा लेना ही पड़ता है मुझे दरिया का
मैं एक कतरा हूँ तन्हा तो बह नहीं सकता


Tanhai Ki Ye Kaun Si Manzil Hai Rafiqo
Tā-Hadd-E-Nazar Ek Bayaban Sa Kyun Hai


तन्हाई की ये कौन सी मंजिल है रफीकों
ता-हद्द-ए-नज़र एक बयाबान सा क्यों है


Chup Rehna Meri Taqat Hai Kamzori Nahi,
Akele Rehna Meri Aadat Hai Majboori Nahi..!!!


चुप रहना मेरी ताकत है कमजोरी नहीं,
अकेले रहना मेरी आदत है मजबूरी नहीं..!!!


Tanhaiyaan Tumhara Pata Poochhti Rahi
Shab Bhar Tumhari Yaad Ne Sone Nahin Diya


तन्हाइयाँ तुम्हारा पता पूछती रही
शब भर तुम्हारी याद ने सोने नहीं दिया


Na Jaane Kyun Khud Ko Akela Sa Paaya Hai
Har Ek Rishte Mein Khud Ko Gawaya Hai
Shayad Koi To Kami Hai Mere Wajood Mein
Tabhi Har Kisi Ne Humein Yun Hi Thukraya Hai


न जाने क्यों खुद को अकेला सा पाया है
हर एक रिश्ते में खुद को खोया है
शायद कोई तो कमी है मेरे वजूद में
तभी हर किसी ने हमें यूं ही ठुकराया है


Maine Aaj Tak Har Rishte Dil Se Aur Sachchai Se Nibhaye Hain,
Lekin Mila Kuchh Bhi Nahi Aansuon Ke Siwa.


मैंने आज तक हर रिश्ते दिल से और सच्चाई से निभाए हैं,
लेकिन मिला कुछ भी नहीं आँसु के सिवा।


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Wo Nahin Hai Na Sahi Tark-E-Tamanna Na Karo
Dil Akela Hai Ise Aur Akela Na Karo


वो नहीं है न सही तर्क-ए-तमन्ना ना करो
दिल अकेला है इसे और अकेला ना करो


Main Apne Saath Rehta Hoon Hamesha
Akela Hoon Magar Tanhā Nahin Hoon


मैं अपने साथ रहता हूँ हमेशा
अकेला हूँ मगर तनहा नहीं हूँ


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Hazaron Mehfilein Hain Aur Lakhon Mele Hain,
Par Jahan Tum Nahi Wahan Hum Akele Hain..!!


हजारों महफिलें हैं और लाखों मेले हैं,
पर जहाँ तुम नहीं वहाँ हम अकेले हैं..!!


Mujhko Mere Akelapan Se Ab Shikayat Nahin Hai
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Muhabbat Nahin Hai


मुझको मेरे अकेलेपन से अब शिकायात नहीं है
मैं पत्थर हूँ मुझे खुद से भी मोहब्बत नहीं है


Jaanta Pehle Se Tha Main
Lekin Ehsaas Ab Ho Raha Hai
Akela To Bahut Samay Se Hoon Main
Par Mehsoos Ab Ho Raha Hai


जानता पहले से था मैं
लेकिन एहसास अब हो रहा है
अकेला तो बहुत समय से हूँ मैं
पर महसूस अब हो रहा है


Gareebi Khud Ke Siwa Auron Pe Asardaar Nahi Hoti,
Shayad Isliye Bhookhon Ki Koi Sarkaar Nahi Hoti..!!


गरीबी खुद के सिवा औरों पे असरदार नहीं होती,
शायद इसलिए भूखों की कोई सरकार नहीं होती..!!


Maza Tab Hai Rishte Mein
Jab Tu Bhi Utna Hi Dare Mujhe Khone Se,
Jitna Main Darta Hoon Tumhe Khone Se..!!


मज़ा तब है रिश्ते में
जब तू भी उतना ही डरे मुझे खोने से,
जितना मैं डरता हूँ तुम्हें खोने से..!!


Bhar Jayenge Zakhm Mere Bhi,
Tum Zamane Se Zikr Mat Karna,
Main Theek Hoon Dobara Meri Fikr Mat Karna..!!!


भर जाएंगे जख़्म मेरे भी,
तुम ज़माने से ज़िक्र मत करना,
मैं ठीक हूँ दोबारा मेरी फिक्र मत करना..!!!


Manzil Milne Par Sunayenge Safar Ki Daastan,
Kya-Kya Chhin Gaya Humse Yahaan Tak Pahunchte Pahunchte..!!!


मंजिल मिलने पर सुनाएंगे सफर की दास्तान,
क्या-क्या छिन गया हमसे यहाँ तक पहुँचते पहुँचते..!!!


Tere Saath Hone Se Zindagi Mein Mere Jeene Ki Aas Hai,
Aur Tere Na Hone Se Meri Puri Zindagi Nirash Hai..!!!


तेरे साथ होने से जिंदगी में मेरे जीने की आस है,
और तेरे न होने से मेरी पूरी जिंदगी निराश है..!!!


Alfaaz Chahe Kitne Bhi Ho Mere Paas,
Main Tum Tak Na Pahunch Paye To Sab Bekar Hai.


अल्फाज़ चाहे कितने भी हों मेरे पास,
मैं तुम तक न पहुँच पाए तो सब बेकार है।


Zakhm Wahin Se Mile,
Jahaan Se Marham Ki Umeed Thi..!!!


जख़्म वहीं से मिले,
जहाँ से मरहम की उम्मीद थी..!!!


Chhod Diya Na Akela Mujhe Mere Haal Pe,
Kya Jhoothe Thi Wo Kasmein Wo Waade
Asal Mein Kya The Tumhare Iraade..!!!


छोड़ दिया न अकेला मुझे मेरे हाल पे,
क्या झूठी थीं वो कसमें वो वादे
असल में क्या थे तुम्हारे इरादे..!!!


Jinhein Pyaar Nahi Rulata,
Unhein Pyaar Ki Nishaniyan Rula Deti Hai..!!


जिन्हें प्यार नहीं रुलाता,
उन्हें प्यार की निशानियाँ रुला देती है..!!


Dooriyan To Bahut Hain Beech Hamare Par,
Tere Jaise Koi Kareeb Bhi Nahi Mere..!!


दूरियाँ तो बहुत हैं बीच हमारे पर,
तेरे जैसे कोई करीब भी नहीं मेरे..!!


Khud Ka Bhi Haal Dekhne Ki Fursat Nahi Mujh,
Aur Wo Auron Se Baat Karne Ka Ilzaam Laga Rahe Hain..!!!


खुद का भी हाल देखने की फुर्सत नहीं मुझ,
और वो दूसरों से बात करने का इल्ज़ाम लगा रहे हैं..!!!


Akela Rehna Ek Nasha Hai,
Sab Ke Bas Ki Baat Nahin Hai.


अकेला रहना एक नशा है,
सब के बस की बात नहीं है।


Ya To Tere Saath Nahin,
To Akele Hi Hum Theek Hain.


या तो तेरे साथ नहीं,
तो अकेले ही हम ठीक हैं।


Takleef To Zindagi Deti Hai,
Maut Ko To Log Yunhi Badnaam Karte Hain..!!


तकलीफ तो जिंदगी देती है,
मौत को तो लोग यूं ही बदनाम करते हैं..!!


Wafadaar Aur Tum, Khayaal Accha Hai,
Bewafa Aur Hum Khair Ilzaam Accha Hai..!!!


वफादार और तुम, ख्याल अच्छा है,
बेवफा और हम खैर इल्ज़ाम अच्छा है..!!!


Jo Akele Rehna Seekh Jaate Hain,
Unhe Phir Kisi Aur Ki Zarurat Nahin Padti.


जो अकेला रहना सीख जाते हैं,
उन्हें फिर किसी और की ज़रूरत नहीं पड़ती।


Jab Bhi Aankhen Band Hoti Hain,
Kasam Se Tu Hi Meri Rooh Ke Kareeb Hota Hai..!!


जब भी आँखें बंद होती हैं,
क़सम से तू ही मेरी रूह के करीब होता है..!!


Humari Mulakat Hoti Thi Jin Raahon Mein,
Ab Wo Un Raaston Ka Istemaal Nahin Karti
Hum Juda Ho Kar Jinhe Afsoos Nahin Karti
Wo Khokar Humein Ek Pal Malaal Nahin Karti


हमारी मुलाकात होती थी जिन राहों में,
अब वो उन रास्तों का इस्तेमाल नहीं करती
हम जुदा हो कर जिनसे अफसोस नहीं करती
वो खोकर हमें एक पल मलाल नहीं करती


Akela Hoon Isliye
Manzil Ki Aur Chal Raha Hoon.


अकेला हूँ इसलिए
मंजिल की ओर चल रहा हूँ।


Ghutan Bas Bheed Mein Hi Nahi Hoti,
Apne Ghar Mein Bhi Hone Lagti Hai..!!!


घुटन बस भीड़ में ही नहीं होती,
अपने घर में भी होने लगती है..!!!


Meri Aankhon Se Poochh Kya Hai Bebasi,
Tere Siwa Inhe Koi Accha Nahi Lagta..!!!


मेरी आँखों से पूछ क्या है बेबसी,
तेरे सिवा इन्हें कोई अच्छा नहीं लगता..!!!


Hamesha Yaad Rahega Yeh Daur Humko,
Kya Khoob Tarse Zindagi Mein Ek Shakhs Ke Liye..!!!


हमेशा याद रहेगा यह दौर हमको,
क्या खूब तरसे जिंदगी में एक शख्स के लिए..!!!


Mat Kiya Kar Itni Umeed Ae Dil,
Dil Har Kisi Ki Duniya Alag Hai..!!!


मत किया कर इतनी उम्मीद ए दिल,
दिल हर किसी की दुनिया अलग है..!!!


Manzil Paas Hai, Isliye Akela Hoon.
Agar Door Jana Hota, To Kisi Ko Aawaaz Laga Liya Hota.


मंजिल पास है, इसलिए अकेला हूँ।
अगर दूर जाना होता, तो किसी को आवाज़ लगा लिया होता।


Zindagi Dene Wale Marta Chhod Gaye,
Apnapan Jatane Wale Tanha Chhod Gaye
Jab Padi Zarurat Humein Apne Humsafar Ki
Wo Jo Saath Chalne Wale Rasta Mod Gaye


ज़िंदगी देने वाले मरता छोड़ गए,
अपनापन जताने वाले तनहा छोड़ गए
जब पड़ी ज़रूरत हमें अपने हमसफ़र की
वो जो साथ चलने वाले रास्ता मोड़ गए


Khwahishon Ki Potli Sir Liye Chal Raha Hoon,
Main Akela Hi Apni Manzil Ki Aur Chal Raha Hoon.


ख़्वाहिशों की पोटली सिर लिए चल रहा हूँ,
मैं अकेला ही अपनी मंजिल की ओर चल रहा हूँ।


Akela Rehne Ki Bhi Ek Ada Hoti Hai,
Jo Sah Sake Dard Usi Par Ye Fida Hoti Hai.


अकेला रहने की भी एक अदा होती है,
जो सह सके दर्द उसी पर ये फिदा होती है।


Badli Nahi Hoon Main Meri Bhi Kuchh Kahani Hai,
Buri Ban Gayi Hoon Apno Ki Meharbani Hai…!!


बदली नहीं हूँ मैं मेरी भी कुछ कहानी है,
बुरी बन गई हूँ अपनों की मेहरबानी है…!!


akelepan zindagi ki dard bhari shayari
Suno, Ab Sirf Dard Hai,
Dar Nahi Tumhe Khone Ka..!!!


सुनो, अब सिर्फ दर्द है,
डर नहीं तुम्हें खोने का..!!!


Jab Todna Hi Tha To Rishta Joda Kyun,
Khushi Nahin De Sakte The To Hamara Gham Se Naata Joda Kyun.


जब तोड़ना ही था तो रिश्ता जोड़ा क्यों,
खुशी नहीं दे सकते थे तो हमारा ग़म से नाता जोड़ा क्यों।


Is Khamoshi Mein Kitni Taqat Hai,
Yeh Tumhe Hamara Aane Wala Waqt Batayega..!!!


इस खामोशी में कितनी ताकत है,
ये तुम्हें हमारा आने वाला वक्त बताएगा..!!!


Teri Yaadon Ke Bavandar Mein Har Roz Khud Ko Kho Diya Karte Hain,
Ek Qatra Sukoon Ke Liye Aksar Hum Toot Kar Ro Diya Karte Hain


तेरी यादों के बवंडर में हर रोज खुद को खो दिया करते हैं,
एक क़तरा सुकून के लिए अक्सर हम टूट कर रो दिया करते हैं


Haalat Kharab Ho To Saare Vaade Tootne Lagte Hain,
Apne Bhi Gairon Ke Jaise Bartav Karne Lagte Hain.


हालात ख़राब हो तो सारे वादे टूटने लगते हैं,
अपने भी ग़ैरों की तरह बर्ताव करने लगते हैं।


Zyada Kuch Khwahishein Nahin Hain Ae Zindagi Tujhse
Bas Tu Zara Sukoon Se Hi Guzar Itna Kaafi Hai


ज़्यादा कुछ ख़्वाहिशें नहीं हैं ए ज़िंदगी तुझसे
बस तू ज़रा सुकून से ही गुज़ार इतना काफ़ी है


Kirdaar Mein Mere Bhale Hi Adaakaari Nahi Hai,
Khuddaari Hai, Guroor Hai, Par Makkari Nahi Hai..!!!


किरदार में मेरे भले ही अदाकारी नहीं है,
ख़ुद्दारी है, ग़ुरूर है, पर मक्कारी नहीं है..!!!


Zindagi Dard Usi Ko Deti Hai,
Jisko Khushi De Sake..!!


ज़िंदगी दर्द उसी को देती है,
जिसको खुशी दे सके..!!


Rehne De Mujhe In Andheron Mein Ae Dost,
Kambakht Ujale Mein Apno Ke Asli Chehre Nahi Dikhai Dete..!!!


रहने दे मुझे इन अंधेरों में ए दोस्त,
कम्बख्त उजालों में अपनों के असली चेहरे नहीं दिखाई देते..!!!


Chalte Chalte Akele Ab Thak Gaye Hum,
Jo Manzil Ko Jaye Wo Dagar Chahiye
Tanhai Ka Bojh Ab Aur Uthta Nahin
Ab Humko Bhi Ek Humsafar Chahiye


चलते-चलते अकेले अब थक गए हम,
जो मंजिल को जाए वो डगर चाहिए
तन्हाई का बोझ अब और उठता नहीं
अब हमको भी एक हमसफर चाहिए


Tumhare Baad Phir Kahaan Kisi Ki Hasrat Hogi,
Khaamakha Umar Bhar Mohabbat Se Nafrat Hogi..!!!


तुम्हारे बाद फिर कहां किसी की हसरत होगी,
खामखां उम्र भर मोहब्बत से नफरत होगी..!!!


Wo Insaan Duniya Jeetne Ki Himmat Rakhta Hai,
Jo Insaan Akele Chalne Ki Himmat Rakhta Hai.


वो इंसान दुनिया जीतने की हिम्मत रखता है,
जो इंसान अकेले चलने की हिम्मत रखता है।


Ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
Dusre Hi Pal Khwab Bankar Ud Jaate Ho Tum
Jante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyon Se
Phir Bhi Baar Baar Tanha Chhod Jaate Ho Tum


एक पल का एहसास बनकर आते हो तुम,
दूसरे ही पल ख्वाब बनकर उड़ जाते हो तुम
जानते हो कि लगता है डर तन्हाईयों से
फिर भी बार-बार तन्हा छोड़ जाते हो तुम


Pal Pal Badalte Rishteon Ke Saaye Dekhe Hain,
Kya Tumne Apno Se Behtar Paraaye Dekhe Hain..!!!


पाल पल बदलते रिश्तों के साये देखे हैं,
क्या तुमने अपनों से बेहतर परायें देखे हैं..!!!


Pehle Waqt Badla,
Phir Log Badle,
Phir Hum Bhi Badle.


पहले वक्त बदला,
फिर लोग बदले,
फिर हम भी बदले।


Mera Lehja Hi Meri Pahchaan Hai,
Warna Mere Naam Ke To Hazaron Insaan Hain..!!!


मेरा लहजा ही मेरी पहचान है,
वरना मेरे नाम के तो हजारों इंसान हैं..!!!


Bebas Hoon, Majboor Hoon.
Isliye Apne Aap Ke Saath Mehfooz Hoon.


बेबस हूँ, मजबूर हूँ।
इसलिए अपने आप के साथ महफूज़ हूँ।


Tere Saath Guzara Har Pal Mujhe Yaad Aata Hai,
Aur Jab Bhi Aata Hai To Mere Aansoo Ban Jaata Hai.


तेरे साथ गुज़ारा हर पल मुझे याद आता है,
और जब भी आता है तो मेरे आँसू बन जाता है।


Main Usi Mehfil Ka Sama,
Jise Har Subah Bujha Diya Karta Hai.


मैं उसी महफिल का समां,
जिसे हर सुबह बुझा दिया करता है।


Zindagi Dard Usi Ko Deti Hai,
Jisko Khushi De Sake..!!


ज़िंदगी दर्द उसी को देती है,
जिसको खुशी दे सके..!!


Na Jaane Kaisi Nazar Lagi Hai Zamane Ki,
Wajah Hi Nahin Mil Rahi Muskuraane Ki


न जाने कैसी नज़र लगी है ज़माने की,
वजह ही नहीं मिल रही मुस्कुराने की


Badi Saazish Hui Hogi Tumhe Humse Door Karne Ke Liye,
Malaal Is Baat Ka Hai Ki Tum Bhi Unki Baaton Mein Aa Gaye..!!!


बड़ी साज़िश हुई होगी तुम्हें हमसे दूर करने के लिए,
मलाल इस बात का है कि तुम भी उनकी बातों में आ गए..!!!


Kisi Ke Paas Yaqeen Ka Ikka Ho To Batana,
Hamare To Saare Bharose Ke Patte Joker Nikle..!!!


किसी के पास यकीन का इक्का हो तो बताना,
हमारे तो सारे भरोसे के पत्ते जोकर निकले..!!!


Dil Chahe Kitna Bhi Takleef Mein Ho,
Takleef Dene Wala Dil Mein Hi Rehta Hai..!!!


दिल चाहे कितना भी तकलीफ में हो,
तकलीफ देने वाला दिल में ही रहता है..!!!


Chalte Chalte Akele Ab Thak Gaye Hum,
Jo Manzil Ko Jaye Wo Dagar Chahiye
Tanhai Ka Bojh Ab Aur Uthta Nahin
Ab Humko Bhi Ek Humsafar Chahiye


चलते-चलते अकेले अब थक गए हम,
जो मंजिल को जाए वो डगर चाहिए
तन्हाई का बोझ अब और उठता नहीं
अब हमको भी एक हमसफ़र चाहिए


Main Usi Mehfil Ka Sama,
Jise Har Subah Bujha Diya Karta Hai.


मैं उसी महफिल का समां,
जिसे हर सुबह बुझा दिया करता है।


Tere Saath Guzara Har Pal Mujhe Yaad Aata Hai,
Aur Jab Bhi Aata Hai To Mere Aansoo Ban Jaata Hai.


तेरे साथ गुज़ारा हर पल मुझे याद आता है,
और जब भी आता है तो मेरे आँसू बन जाता है।


Rehne De Mujhe In Andheron Mein Ae Dost,
Kambakht Ujale Mein Apno Ke Asli Chehre Nahi Dikhai Dete..!!!


रहने दे मुझे इन अंधेरों में ए दोस्त,
कम्बख्त उजालों में अपनों के असली चेहरे नहीं दिखाई देते..!!!


Kirdaar Mein Mere Bhale Hi Adaakaari Nahi Hai,
Khuddaari Hai, Guroor Hai, Par Makkari Nahi Hai..!!!


किरदार में मेरे भले ही अदाकारी नहीं है,
ख़ुद्दारी है, ग़ुरूर है, पर मक्कारी नहीं है..!!!


Chalte Chalte Akele Ab Thak Gaye Hum,
Jo Manzil Ko Jaye Wo Dagar Chahiye
Tanhai Ka Bojh Ab Aur Uthta Nahin
Ab Humko Bhi Ek Humsafar Chahiye


चलते-चलते अकेले अब थक गए हम,
जो मंजिल को जाए वो डगर चाहिए
तन्हाई का बोझ अब और उठता नहीं
अब हमको भी एक हमसफ़र चाहिए


Ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
Dusre Hi Pal Khwab Bankar Ud Jaate Ho Tum
Jante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyon Se
Phir Bhi Baar Baar Tanha Chhod Jaate Ho Tum


एक पल का एहसास बनकर आते हो तुम,
दूसरे ही पल ख्वाब बनकर उड़ जाते हो तुम
जानते हो कि लगता है डर तन्हाईयों से
फिर भी बार-बार तन्हा छोड़ जाते हो तुम


Zindagi Dard Usi Ko Deti Hai,
Jisko Khushi De Sake..!!


ज़िंदगी दर्द उसी को देती है,
जिसको खुशी दे सके..!!


Wo Insaan Duniya Jeetne Ki Himmat Rakhta Hai,
Jo Insaan Akele Chalne Ki Himmat Rakhta Hai.


वो इंसान दुनिया जीतने की हिम्मत रखता है,
जो इंसान अकेले चलने की हिम्मत रखता है।


Tumhare Baad Phir Kahaan Kisi Ki Hasrat Hogi,
Khaamakha Umar Bhar Mohabbat Se Nafrat Hogi..!!!


तुम्हारे बाद फिर कहां किसी की हसरत होगी,
खामखां उम्र भर मोहब्बत से नफरत होगी..!!!


Pehle Waqt Badla,
Phir Log Badle,
Phir Hum Bhi Badle.


पहले वक्त बदला,
फिर लोग बदले,
फिर हम भी बदले।


Mera Lehja Hi Meri Pahchaan Hai,
Warna Mere Naam Ke To Hazaron Insaan Hain..!!!


मेरा लहजा ही मेरी पहचान है,
वरना मेरे नाम के तो हजारों इंसान हैं..!!!


Na Jaane Kaisi Nazar Lagi Hai Zamane Ki,
Wajah Hi Nahin Mil Rahi Muskuraane Ki


न जाने कैसी नज़र लगी है ज़माने की,
वजह ही नहीं मिल रही मुस्कुराने की


Tere Saath Guzara Har Pal Mujhe Yaad Aata Hai,
Aur Jab Bhi Aata Hai To Mere Aansoo Ban Jaata Hai.


तेरे साथ गुज़ारा हर पल मुझे याद आता है,
और जब भी आता है तो मेरे आँसू बन जाता है।


Share

As an SEO Expert and Blogger with a deep passion for Shayari, I specialize in optimizing online visibility and crafting compelling content. Beyond the digital realm, my heart lies in Shayari, where words become poetry, expressing emotions with eloquence. Join me on a journey of optimization, creativity, and the artistry of Shayari. Let's elevate your online presence and delve into the beauty of words together.